Search This Blog

Thursday, February 10, 2011

bas yoon hi..

apne un doston ke liye jinse mil paana ab utna sahaj nahin..

कैसा अजीब ये लम्हा है,
हम भीड़ में हैं और तनहा हैं!!

कैसे सहे दुनिया के सितम,
दिल तो नन्हा बच्चा है !!

लाखों तारों के बीच जैसे,
आकाश में रहता चंदा है!!

तारों में भी चमक नहीं,
ये कैसा गोरखधंधा है??

हिम्मत न हार ऐ मेरे दिल,
तू तो अल्लाह का बंदा है!!

कैसी मुश्किल है आन पड़ी,
सबका हाल equally गन्दा है!! :P

8 comments:

  1. aapki gazal mein meetar ko thoda durust karne ki koshish ki hai...gustaakhi maaf..(meetar urdu mein usi tarah hota hai jis tarah hindi mein gati,lay aur chand hota hai)


    कैसा अजब ये लम्हा है,
    भीड़ में भी दिल तन्हा है

    कैसे सहे दुनिया के सितम,
    दिल तो नन्हा बच्चा है !!

    तारों की चादर में उलझा,
    फलक पे जैसे चंदा है!!

    तारों में भी चमक नहीं,
    कैसा गोरखधंधा है??

    ऐ दिल मेरे हिम्मत रख
    तू अल्लाह का बंदा है!!

    कैसी मुश्किल आन पड़ी,
    सबकी हालत खस्ता है

    आपको ये कैसी लगी ?

    ReplyDelete
  2. Very nice... Ritika.. I liked the simplicity of thoughts.. tum sabke dil ki baat kehti ho.. :)

    Cheers
    arpita

    ReplyDelete
  3. @arpita: Thanx, ye mujhe ab tak mile sabse achhe comments me se hai! :)

    ReplyDelete
  4. Ritika ji.. bahot dino se aapko parhta tha par kabhi comment post nahi kiya .. par aapki baatein, aur yaadein bhi bahot kuchh meri jaisi hain.. blog name bas yoon hi bhi.. aor haan , bajrangi bhi.. farq sirf itna hai ki mere chane wale ka naam Bhola tha aur city Jaunpur near Varanasi (U.P).. :-)

    ReplyDelete
  5. @Raj: Mai apne blog ko apni diary samajh kar likhti hoon. Choonki koi asadharan vyaktitva nahin hai mera, to mere vichar, logon ke vicharon ko chhoo jate hain aur ise main apne lekhan ki sabse khaas baat maanti hoon.
    Aise comments mera haunsla badhate hain aur meri posts ki safalta aur sarthakta siddh karte hain. Akhir sadharan hona bhi sabke bas ki baat nahin.
    Aur aajkal badhi vyastta ke maddenazar, likhna utna nahin ho pa raha hai, fir bhi koshish karungi ki apne readers ko nirash na kaoon. Apka anunay achha laga. :)

    ReplyDelete
    Replies
    1. This comment has been removed by the author.

      Delete
  6. साधारण बने रहना सबसे आसाधारण काम है, इसलिए आपके इस कथन से मेरी घोर आपत्ति है कि आप साधारण हैं ! दूसरी बात हर मौलिक व्यक्तित्व अपने आपमें असाधारण होता है.बच्चन कहते हैं साधारण व्यक्तित्व सिर्फ वे होतें हैं जिनमें मौलिकता नहीं होती. कम से कम अभी तक तो आप ऐसी नहीं हैं !

    रूतबे में वो बुलंद है जो खाकसार है
    देखा है कई बार फलक पर गुबार है ! :)

    ReplyDelete